
An Dekhe Rasto Par !Chal Rahain Hain Na Jane Manzil Kahan Hai? Na Jane Konsa Hai Safar ? Har Duwa Hai Be Aasar Jo Na Mil Saka Jo Na Mile Kabhi !! Na Jane Q Oss Ki Talash Hai Na Jane Kon Mere Pass hai Mere Sath Hai Meri Piyas Hai Meri Zindagi Ki Bahar Hai Ke Raston Ki Mosafaton Ne Thaka Diya Hai Q Mujhe Mujhe Intezar Hai Ab Bhi Inhe Raston Par Mile Kabhi Manzil Jis Ki Talash Hai Woh Meri Zindagi Hai Apni Duwa Mein Yaad Rakna Dil Mera Le Kar Yeh Zalim Ne Kaha Jaao Rasta Lo Tumhara Kuch Nahi Na Jane Oss Par Itna Yakeen Q Hai Oss Ka Khayal Itna Haseen Q Hai
No comments:
Post a Comment